No videos found
No playlist created by this user!
Es qadar teri hararat mere imaan mn aae, moat bister py na aae mujhe maedaan mn aae.
Sari dunya k yazidon ko mitta sakta hy, tera eesar agar aaj k insaan mn aae.
Koi kirdar HUSSAIN abne ALI sa le kar, koi bhe qaoom kesi ehaad k eewaan mn aae.
Jab nawee shaab k charaghon ko bujha kar dekhon, tere andar ka ujala mere gizdaan mn aae.